Agar aap apne shohar ko manane ki dua ki talash mein hain, toh aap sahi jagah aaye hain. Zindagi mein muhabbat mein rukawat aur narazgiyan aam si baatein hain. Shohar Ko Manane Ki Dua aapki madad kar sakti hai un rukawaton ko dor karne mein aur aapke aur aapke shohar ke taalluqat ko mazbooti se bachane mein.”
Shohar ko Manane ki Dua
agar koi behan yeh chahti hai ke uska shohar apni biwi ko mohabbat aur tawajah hamesha day aur woh kisi ghair aurat ki mohabbat ka shikaar nah ho to woh behan surah yasin aayat 40 ka wazifa sirf 11 din tak karle. Insha Allah chand dinon mein shohar apni biwi ki har baat maanna shuru kardey.
is wazifa ke liye aap jummay ke din asha hamza ki namaz ke baad awwal o aakhir 10 -10 martaba duroood pak vird karen aur darmiyan mein aap surah yasin ki aayat 40 ko 1200 martaba mohabbat se vird karen.
yeh wazifa aap ne 11 roz tak karna hai. Insha Allah 11 roz mein aap ka shohar apni biwi ki mohabbat mein deewana sa ho jaye ga aur woh aik lamha bhi apni biwi ke bana nahi rahay ga .yeh wazifa shuru karne se pehlay aap is wazifa ke Hadia ki niyat se kisi aik maskeen ko acha khana zaroor kheldain .
Naraz Husband ko Manane ka Wazifa
aksar biwiyan baaz auqaat –apne shohar ki khwahisaat aur pasand napasand ki mukhalfat karne lagti hain jiski wajah se shohar gussa mein aakar ghar mein jhagra shuru kar deta hai.
jin behnoon ke shohar bohat jaldi ghusse mein aajate hain un behnoon ko –apne shohar ke sath hikmat e amli se zindagi gzarti padtee hai. is ke ilawa hum ne yeh aksar mushahida kya hai jo shohar apni biwi par be had gussa ho jatay hain woh apni biwi ke mananay par bohat jaldi maan bhi jatay hain.
lekin agar koi shohar apni biwi par kisi baat par gussa ho gaya hai aur woh apna gussa kam nahi kar raha to aisi behnoon ko surah yasin aayat 40 ka wazifa 7 din tak karlena chahiye.
yeh wazifa karne se na sirf aap ke shohar ka gussa apni biwi ke liye khatam ho jaye ga balkay aindah zindagi shohar apni biwi par gussa bhi nahi kere ga balkay biwi ki mohabbat mein har woh kaam kere ga jis se uski biwi is se hamesha khush rahay. is wazifa ki urdu tafseel neechay darj hai .
Shohar ko Manane ka Tarika
Agar aap apne shohar ko manane ka tarika janna chahti hain, toh yahaan kuch mufeed mashwary diye gaye hain. Shohar aur biwi ke darmiyan mohabbat aur samajhdaari se bhare rishte mein kabhi-kabhi tanaav paida ho sakte hain. In tariqon ko istemal karke aap apne shohar ke dil ko jeet sakti hain:
- Muhabbat aur Izzat: Shohar se muhabbat aur izzat se baat karein. Unke fikron aur khayalon ko samjhein.
- Dilchaspi Dikhayein: Unke shauq aur dilchaspiyon ko samjhein aur unke saath waqt guzarein.
- Tawajjo Dene Ka Andaaz: Unhe tawajjo dein, unki baatien sunen aur unke raay ko ahmiyat dein.
- Sulah Ki Koshish: Agar tanaav ya jhagde hue hain, toh sulah ki koshish karein aur samjhaute par amal karein.
- Shohar Ko Manane Ki Dua Karein: Allah se madad ki Shohar Ko Manane Ki Dua karein. Surah Al-Qasas, verse 24 ki dua ko kasrat se padhein.
- Sabr Aur Samajhdari: Tanaavon ke waqt sabr aur samajhdari se kaam lein. Choti baaton ko bada nahi hone dein.
Yad rahe, mohabbat aur taalluqat mein waqt dena aur samajhdari se amal karna zaroori hai.”